24/06/2026
9 aur 10 Muharram: Humari Lab Khuli Rahegi! 🌙
Aap ki sahoolat ke liye, humari lab 9 aur 10 Muharram ko bhi apni tamaam services ke saath khuli rahegi. 🧪
Agar aap ko kisi bhi qisam ki rehnumai chahiye ya koi test karwana hai, to hum aap ki khidmat ke liye hazir hain.
📞 Rabta: 0300-2548172
💬 Note: Agar phone attend na ho sake, to baraye meharbani humein WhatsApp par message kar dein, hum jald hi aap ko jawab denge.
Hum aap ki sehat ke liye hamesha koshish-aan hain.
Hashtags