11/03/2025
Rasulullah ﷺ ne farmaya: ‘Sab se behtareen nikah wo hai jo sab se zyada aasan ho’ (Ibn Majah 1847)."
Jo log shadi ko mushkil banatay hain, wo fitna aur na jaiz tareeqay khol rahay hain. Apne bacho ki shadi aasan banaayein aur Sunnat ka ihtimam karein!
🔹 Shadi ko Deen ka Hissa Samjhein, Sirf Rasam Nahi