24/07/2026
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh 🌿
Bismillahir Rahmanir Raheem
Allah Ta'ala ki rehmat har gunah se bari hai. Agar insan sache dil se taubah kare to Allah Ta'ala us ke tamam gunah maaf farma deta hai. Aaiye aaj hi apne Rab ki taraf rujoo karein, us ki rehmat se kabhi mayoos na hon, aur apni zindagi ko Quran o Sunnah ke mutabiq guzarne ka iradah karein.
JazakAllahu Khairan