11/05/2026
Apne sone wale bistar par yeh teen kaam kabhi mat karein!
Bistar par mobile/TV dekhna, khana khana aur rozmarra kaam karna—apni bedtime routine mein in aadaton par tawajjoh dein. Is video mein sleep hygiene ke bare mein janiye.
Aapki neend sab se zyada kis aadat se disturb hoti hai? Comments mein batayein.
Hajoom nahi, qoum baniye.