02/04/2026
✨Hanuman Ji Ka Yeh Powerful Mantra Aaj Zaroor Padhein:
ॐ हं हनुमते नमः
Is mantra ko 108 baar padhein aur Hanuman Ji ka dhyaan karen —
🚩 Subah snanadi ke baad padhein – Pavitra mann aur tan se jaap karne par mantra ka prabhav kai guna badh jaata hai.
🪔 Diye ke saamne baith kar jaap karen – Hanuman Ji ko jyoti bahut priya hai, yeh unki kripa aur shakti ko aapki taraf aakrish*t karta hai.
📿 108 baar ka sankalp lein – Adhura jaap nahi, poora sankalp len. 108 ki sankhya brahmand ki shakti se judi hai.
इस मंत्र के जाप से भय, संकट और नकारात्मक शक्तियों का नाश होता है। हनुमान जी की कृपा से जीवन में साहस, बल और सफलता प्राप्त होती है।
Comment - 🙏🏻JAI BAJRANGBALI🙏🏻
Follow -
astrologyreels reelindia jyotish astrology astrosaransh harharmahadev