18/06/2026
Kya 5D ultrasound baby ko harm karti hai??🤔
💓 Ye bhi normal ultrasound ki tarah sound waves ka use karti hai, radiation ka nahi.
💓 Jab trained doctor ke guidance mein aur medical need ke according kiya jaye, to pregnancy mein safe mana jata hai.
💓 5D technology se baby ki image aur facial features zyada clear aur realistic dikhte hain. 👶✨