18/06/2026
🚨 Kya aap apni health concerns ko nazarandaz kar rahe hain?
Sir dard, chakkar, kamar ya gardan ka dard, haath-pairon mein jhanjhanahat ya kisi bhi swasthya sambandhi samasya ko halka na lein.
📢 Param Multihospital mein 22 June ko FREE OPD ka ayojan kiya ja raha hai.
Is avsar par aap anubhavi doctors se bina consultation fee ke paramarsh prapt kar sakte hain aur apni sehat se judi samasyaon par sahi salah le sakte hain.
📅 Date: 22 June
🏥 Venue: Param Multihospital
📍 2/20 Vijayant Khand, Gomti Nagar, Lucknow
📞 Appointment: +91 9555612414
Aapki sehat, hamari zimmedari.
Milte hain 22 June ko!