09/06/2026
✨ Brihaspati + Ketu ki yuti ek adbhut adhyatmik yog mani jati hai. Yeh yuti vyakti ko gyaan, antar-drishti, vairagya aur rahasyamay vishayon ki or akarsh*t kar sakti hai. Lekin iska phal kundali ki sthiti aur anya grahon ke prabhav par bhi nirbhar karta hai.
🔮 Kya aapki kundali mein Brihaspati aur Ketu ki yuti hai? Apna anubhav comment mein zarur batayein!