05/08/2026
"Bas ek achha rishta dikha dijiye..." ❤️
Yeh baat hum roz suntay hain...
Magar ek sawaal hai...
Achha rishta hota kya hai? 🤔
Kya sirf salary? Kya sirf height? Kya sirf looks? Kya sirf degree? Kya sirf passport ya nationality?
Aur... Kya sirf gori, slim, beautiful ya high-earning hona hi sab kuch hai?
✨ Achha rishta woh hai jahan akhlaq, deen, respect, understanding aur zimmedari ho.
Perfect koi nahi hota... Lekin sahi insaan zaroor hota hai. ❤️
Aap ke nazdeek "Achha Rishta" ki definition kya hai?
Comment karke zaroor batayein. 👇
📩 DM for Verified USA & Canada Matrimonial Profiles
#̊t̊r̊e̊n̊d̊i̊n̊g̊r̊e̊e̊l̊s̊ ❤️💞❤️