15/10/2026
Joron Se Clicking Ki Awaz Kyun Aati Hai?
Kya aapke ghutnon ya doosre joron se uthte, baithte ya chalte waqt clicking ki awaz aati hai? Iski mukhtalif wajuhat ho sakti hain.
Joron se awaz aane ki 3 mumkinah wajuhat:
1. Gas Bubbles: Joron ke fluid mein chhotay gas bubbles ki wajah se awaz aa sakti hai.
2. Tendons Ki Harkat: Tendons jab haddiyon ke upar se guzarte hain to clicking ki awaz paida ho sakti hai.
3. Cartilage Mein Tabdeeli: Cartilage ki ghisawat bhi joron se awaz aane ki wajah ban sakti hai.
Agar clicking ke saath dard, soojan ya harkat mein mushkil ho to doctor se mashwara karein.
Bone and Joint Centre
📞 0321 7899182
📞 0339 4024639
📍 Haider Surgical Complex, Garha More, Vehari